कुल पेज दृश्य

शुक्रवार, 21 मई 2010

आज की वार्ता : chait : kusum thakur ke sath

आज की वार्ता : chait :

मैं: namaskar...haiku kya huee?
kusum: namaskar
verma ji
is bich bahut vyast ho gayee hoon
kuchh bhi sochane wala lekhan nahi ho pa raha hai
lekhan hi kam ho gaya hai
par apko boli hoon to hoga avashya
asal me USA jana hai
aur isbar VISA bhi lena hai
usame itane papers lagte hain us sab me dhyan bata hua hai
lekhan nahi ho pa raha hai
मैं: वो व्यस्त हुए, हम त्रस्त हुए.
सूरज कहता हम अस्त हुए.
दुनिया से पूछा तो बोली-
जो जहाँ वहीं वे मस्त हुए.
जो जहाँ वहीं वे मस्त हुए.
kusum: wah wah
apke itana main hazir javabi wah bhi kavita me main nahi kar sakti
par bahut achha lagta hai
achha haiku ke niyam ekbar fir mail kar denge
मैं: बिदेसिया की धरती से
बिदेस जाकर स्वदेश को न भूल जाइएगा.
kusum: main 28 ke bad avashya karungi koshish
bilkul nahi bhoolungi
main to wahan aur free rahungi
aur wahan main jyada likhati hoon
मैं: haiku men 3 panktiyan prtham pankti men 5
akshar, doosaree men 7, teesaree men 5.
laghu-guru ka koii bhed naheen.
kusum: achha
thik hai
मैं: एक हाइकु

जापानी छंद
पाँच, सात औ' पाँच.
देता आनंद.
एक और
ईंट रेत का
मन्दिर मनहर
देव लापता.
 7:36 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
kusum: yah kya ap usaka udaharan bheje hain?
kusum: thik hai
मैं: कौन किसी का
सब छोड़ जाते हैं
हमें अकेला.
kusum: mujhe maithili me likhane apne bola hai?
मैं: jee mainne koshish kee thee. kuchh apko bheje the
bhojpuree ke. unkee galtee bhee sudharen
aur maithilee men aap bhee likh bhejen. kuchh abhyas ke baad sara lagega
kusum: han wah rakhi hoon
use koshis karungi thik karne ka
pahle
मैं: चली कुसुम
मैं: चली कुसुम
देश तज विदेश
सुगंध फैले.
dekhiye kitana saral.
kusum: apke liye saral hai
par main abhi tak nahi likhi hoon
par koshis avashya karungi
 7:44 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
मैं: दुनिया मेला.
मैं: दुनिया मेला.
फिर भी अकेला ही
मिला इन्सान.
*
 7:46 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
मैं: सूरज तपा
धरती जल गयी
जल तो सींचो.
*
 7:47 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
 7:47 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
kusum: ap to turant turant likh lete hain par mujhe to samay lagega
मैं: नहीं आँख में
'सलिल' शेष अब
पानी किंचित.
*
aap bhee likh lengee. bas shuroo ho jaiye.
.
kusum: han koshis avashy karungi
 7:50 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
मैं: maan jee ko charan sparsh kahen
 7:52 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
kusum: maa ji to mujhse bahut door rahti hain
मैं: are. main samjha aap unke sath hain.
kusum: nahi
main abhi jamshedpur me hoon
 7:56 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
मैं: achchha. tata ki nagaree men tabhee aap fauladee sankalpon walee hain.
 7:59 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
kusum: kahan
kusum: kahan
fauladi sankalp hai
 8:01 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
मैं: videsh yatra ka...main to ghar aur daftar ke alava kaheen ja hee naheen pata. sara samay likhne men hee nikal jata hai.
 8:02 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
 8:02 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
kusum: ap to bahut hi samay dete hain lekhan ko
main to apke lekhan se kafi prabhavit hoon
 8:05 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
मैं: leejiye:
कोशिश कर-कर जब हार गए,
जब छूट सभी पतवार गए.
तब हरि की आयी याद उन्हें-
जो कहते हैं: 'सन्यस्त हुए.'
*
मधुशाला को चाहा सबने.
मधु-प्याला अवगाहा सबने.
मधुबाला के आँसू बहते-
अनदेखा कर सब मस्त हुए.
*
*
kusum: bahut khoob
 8:07 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
मैं: जीवन भर जोड़-जोड़ हारे.
हैं अंत परेशां बेचारे.
अपनों ने ही छल लिया उन्हें-
जग जीता, खुद से पस्त हुए.

*
 8:09 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
मैं: आकाश कुसुम के सब सपने.
टूटे जब सम्मुख थे नपने.
मुँह फेर लगे माला जपने-
सब महल अटारी ध्वस्त हुए.
*
aapka abhar.
kusum: vah apki rachana se man khush ho jata hai
मैं: main ti apka aabharee hoon.
kusum: kyon ?
मैं: ek to apke satsang men haiku aur geet ki rachna ho gayee.
kusum: abhari main hoon
ap kyon ?
मैं: doosare aapne n keval inhen jhela apitu saraha bhee. kavita ko jhelne ke liye fauladee kaleja chahiye na.
kusum: ise hi kahte hain namrvan shilvan
nahi mujhe to bahut achha lagta hai
मैं: are naheen...vah sab gun to mere pas chhadam bhar bhee naheen hai...mo sam kaun kutil khal kamee...
yah to aap jaise paras ke sparsh se loha bhee sona ho jata hai kuchh palon ke liye.
kusum: yah mujhse koi poochhe
apki main kitani ijjat karati hoon
मैं: yah to apkee udarta hai.
kusum: yah sachai hai
jitane bhi logon se on line parichay hui hai uname apko aur girish pankaj ji ki main bahut ijjat karti hoon
 8:19 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
मैं: pankaj ji to hain hee gunavaan...par main to nikamma hoon.
kusum: nahi aisa nahi hai
main nahi manti
मैं: aap jeeteen main hara...
kusum: han ab thik hai
8:22 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
मैं: jeetata to vahee hain n jismen samrthya aur gun hote hain. harta to vahee hai jo kisis kaam ka naheen hota.
 8:24 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
kusum: ab ap apani bat se mukar rahe hain
tay ho chuka tha
मैं: haan tay to ho chuka...main to sirf tay hue ko bayan kar raha tha..
kusum: thik hai
fir 8:26 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित
मैं: kusum se milee haar kaante se milee jeet se behatar hai.
 8:30 PM बजे शुक्रवार को प्रेषित

************

कोई टिप्पणी नहीं: